Zainab Fatima on Nearpeer MDCAT Common Room
ye last ha is ka bhi dain answer dear fellows
Zainab Fatima · 2026-11-12T15:45:52.449Z
Arzoo mujhe d or e main sa aik lag raha ha
Arzoo khan · 2026-11-12T15:50:59.624Z
ha mujhe bhi e hi lag raha h
Zainab Fatima · 2026-11-12T16:24:36.595Z
yes arzo e ha
Qalb e Zainab · 2026-11-12T19:43:11.403Z
D
Saba Gul · 2026-11-13T00:58:35.331Z
Nhi eska answer D hai dono independent causes ki wjha se hai
Rabia Nadeem · 2026-11-13T15:19:45.799Z
mujhe lagta hai D hai kyun ke domestic mtlb hamari country ke andar na aur osmai prices same hai toh iski waja alag hogyi aur international market mai crude oil yani joh ziada acha oil hota hai ISKI ki prices barhi hai i think yeh doo alag baatein hain toh dono ki causes bhi alg hongyi
Rabia Nadeem · 2026-11-13T15:20:47.459Z
agar aplogo ko E LAG rha toh kyun yeh bhi batao




Arzoo khan · 2026-11-12T15:43:55.875Z
es ka i think option E h apka ans kiya h ?