Nimra Shaheen on Nearpeer MDCAT Common Room
Asslam o alaikum kesy h. Ap sb . Muqabla batch ki classes ho rhi hn but hamary janoon batch ki live classes q nahi ho rhi?????
Dr. Maira ♡ · 2026-11-11T05:55:38.782Z
Btw ya muqabla ka liya Jo classes horhi hain ya bhi humara Liya hi hain to isliya
Nimra Shaheen · 2026-11-11T09:56:21.304Z
Ok sis thank you
anamsaalim2008 · 2026-11-11T10:30:01.577Z
this sunday tk phir uske baad hamari regular classes hongi right?




Dr. Maira ♡ · 2026-11-11T05:55:03.855Z
Walaikumsallam nimra filhal ya muqabla ka liya tayare horhi hai to isliya filhal junoon ki nh hongy classes till sunday