Laiba noor on Nearpeer MDCAT Common Room
Agr domicile na ho Tou kia mdcat ka test ho skta hai Maine sindh ka banwana hai but abhi tak nahi banwaya...Tou kia karoon ?
Abdul Hannan · 2026-11-06T12:48:33.783Z
to ap bnwa lein domicile must hota ha or mdcat mn abhi time ha domicile to 1,2 weeks mn bn jata
Noorulhuda wahid · 2026-11-06T14:53:22.842Z
Mera ik din me ban Gya tha kyuke Meray baba ka bana hwa tha isliey




Maryam Tahir (کشمیری) · 2026-11-06T12:38:39.421Z
Mdact k liye abi kuch months hn tb tk bn jye ga naw!