Laiba noor on Nearpeer MDCAT Common Room
AoA everyone kaise hai aap sab ..mujhe yai samg nahi aati Kay agr koi topic mdcat syllabus main bhi include nahi hai or sir nai lecture main bhi nahi krwaya Tou practice zone main mcq's q aatay hai...kia wo topics hamain khud cover krnay hai🤔 Kindly reply so that I will know what to do with these topics 🥹
Saad · 2026-11-01T16:16:06.209Z
Aur practice zone mn sawal previous syllabus k according hn ab to hr subject ka syllabus thora bht change ha




Sabina Alam · 2026-11-01T15:37:31.309Z
nhi woh topics cover karne k zarorat nhi kyn ke woh syllabus mein include he nhi hain