Muhammad Taha on Nearpeer MDCAT Common Room
Muje koi ye batya ke NUMS mdcat ki tiyari to ye academy kerwati nhi us me federal ka syllabus perna perta he agar aap me se Kisi ne NUMS ka exam dena he is k preference deni he to aa me se Kisi ko pta he ke Yahan pe NUMS ke exam ki koi separate tiyari hoti to muje guide ker do pllzzz
Muhammad Taha · 2026-11-02T10:10:31.941Z
Phir hum kaha se prep kre gein




Sabina Alam · 2026-11-01T15:42:57.524Z
I think ke yaha par separate NUMS ke preparation nhi karwaye jate