AYESHA on Nearpeer MDCAT Common Room
transition metals mn d block ke topic ke illawa aur koi topic nai h lecture mn and practice mn kuch aur mcqs arahae hn , matlab ju parhaya h uske illawa ??? koi guide kar dn , woh khd karne hn y unka lecture hogaya h ??
AYESHA · 2026-10-25T07:45:33.686Z
yup
AYESHA · 2026-10-25T07:45:51.477Z
woh sare karne hn ??




Saad · 2026-10-25T06:06:55.257Z
Sir ny jo prhaya hy syllabus to wohi hi lekin practice zone men kafi questions alag bhi hn