Dr.Usawer Irshad on Nearpeer MDCAT Common Room
physics ke notes mdcat ke kis kis ne banaye hain
Dr.Usawer Irshad · 2026-10-09T08:33:36.750Z
nhi sab ko Mila ke apne khudhe ke notes bhi toh banana hote hain na mein ne chem ke banaye hain physics nhi banaye
kashifk9143 · 2026-10-09T08:55:37.446Z
Alhamdullah mukamal keya already notes only revision




Dr HamZA 🥼🩺 · 2026-10-09T04:33:32.344Z
Me to Sirf sir Jo padhate h woh likh leta ho Baki Near Peer notes pdhta ho