Doc.Eman🩵 on Nearpeer MDCAT Common Room
Aap sabhi teachers ko teachers day ki Mubarak ho aap sabhi best teachers ho Mam Nimra ke bina English ki problem kese solve hoti Sir Hamza ke bina Hume Allah kr bando krke kon padhata Sir Mansoor ke bina physics favourite subject kese banta aur Sir Ali Meraj ki tu kiya hi baat kre wo bhi tb jb Sir ji ka jadoo chal jaee tu most difficult chemistry bhi briyani lage aap sb aur nearpear ki team Sir Ammar , Sir Ali Imtiaz sb ko wish you happy teachers day 💝🫡🙏🏻🩵🩵🩵💖💖💖💗💗



