Ayesha Suleman on Nearpeer MDCAT Common Room
could someone guide me regarding NUMS?
Ayesha Suleman · 2026-10-05T08:26:34.659Z
preparation kahan se karein? kya is batch mein sath sath hojaye gi?
Hania Shafiq · 2026-10-05T10:28:56.325Z
g ho jaiye gi numjs se pehley kuch additional cheezein jo mdcat ka hissa nahi hein but nums ka hein wo bhi krwa di jaiyein gi dw...and my sincere advise to you kisi bhi physical academy ko jaoin krney ki zaroorat ni he bs whi krein jo np waley kra rhey hein bht acha ho jaiye ga test.mein ye ghalti kr chuki hoon mdcat 2026 mein aap na krna




Ch Khuzaima Ghumman · 2026-10-05T08:15:28.394Z
Kia guidance chahiye??