Tayyaba manzoor on Nearpeer MDCAT Common Room
Kio mujhe batai gaaaaaaaa k class ki time ka h mujhe samjh nh arha h Serf physics ki time show horha h🤕
Tayyaba manzoor · 2026-09-30T09:50:42.442Z
So Baki classes ka time kia h
zikraafif640 · 2026-09-30T13:49:33.360Z
woh shedule pay nazar a jatta hai leeken agar app ko nazar nahi aa raha toh ajj sirff yehi do classes hai💗💗💗💗




Mubeen Fawad · 2026-09-30T08:43:59.461Z
part 1 physics ki class 6 bajee h or part 2 physics ki 8 15 pe hai.