saima💓💓 on Nearpeer MDCAT Common Room
Allah k bando bandiyoon🥰..koi toh bata do sir ne kia kaha tha aj ki baithak mai plzzzz ..itni baar phuch liya hai..lekin koi nhi bata raha😞plz koi toh bata do
Allah k bando bandiyoon🥰..koi toh bata do sir ne kia kaha tha aj ki baithak mai plzzzz ..itni baar phuch liya hai..lekin koi nhi bata raha😞plz koi toh bata do
Doctor Ayesha · 2026-09-28T17:29:04.591Z
Kafi kuch discuss howa tha... In short, he said that Dec tak mdcat syllabus complete kr Lena he... Eik eik topic detailed study karna he and syllabus ka print le k us mein columns type bana k analysis karna he...
saima💓💓 · 2026-09-29T02:34:12.170Z
ok Thanks Dr.ayesha