Maroo Maroo on Nearpeer MDCAT Common Room
Asslam o Alaikum mena ya abhi join Kiya h to muja is ma koxh confusion h to koi mere sawalo ka jawab dy sakhta h? Q k ma new ho muja maloom nhi ziyada koxh
Maroo Maroo · 2026-09-22T11:23:22.184Z
Thanku brother
Maroo Maroo · 2026-09-22T11:24:38.014Z
Mera sawal ya h k ma is ma online classes kasy ly sakhte ho or agar muja question Karna ho to ma kasy karo or agar ma live classes ly Rahi ho to os ma face bhi hamara show hoga
Maroo Maroo · 2026-09-22T11:25:00.220Z
Or hum live session k doran question kasy kary
Maryam Ijaz · 2026-09-22T11:34:23.876Z
g ap live lectures dashboard Kay live sessions ko click kar Kay lay saktay ho aur class main chat box hota hai jis main ap question puch saktay ho aur face show nahi hota class Kay doran aur na hi voice jati hai




Tanveer Khan · 2026-09-22T06:54:05.042Z
Yes why not