anzalnaqazafi on Nearpeer MDCAT Common Room
streak 0 hogayi 66 ke rona aaraha hai
anzalnaqazafi · 2026-08-07T09:07:03.194Z
mein apni weak topics pe kaam ker rahi the tan abhi mcqs kerna ke liya jesa dashboard khola to 0 the
Saima 💗💗 · 2026-08-07T09:19:37.081Z
its ok dear ..ap apni weaknesses per kamm karein ..q k mdcat mai acha score kerna hamra aim hai ..so don't worry
Saima 💗💗 · 2026-08-07T09:20:18.448Z
Allah hamein hamare asal maqsad mai kamiyab karei (Ameen).
Karan kumar 🤍 · 2026-08-07T09:15:11.348Z
Mera b same esse hota hai yr🥺🥹
Palwasha · 2026-08-07T09:30:42.431Z
Mera score predictor 172 sa 169 pa aya mein apny wrong mcqs ko dobara kar rahe tee mcqs too thek keya but odr skip howa jess ki wajha sa score predictor kam howa abi kl sa itny mcqs keya hn per be nhi zyada howa 😭😭
Bibizeenat865 · 2026-08-07T10:07:25.484Z
Ro lo anzalna aur kya he kr sakti ho ap🤧




Saima 💗💗 · 2026-08-07T08:55:33.706Z
sad 😔 lekin q tot gayi?