KHAIR UN Nisa on Nearpeer MDCAT Common Room
Assalam o alaikum koi meray Ghar walo KO bata day Mera paper cancel Nahi hua delay hua hai kaam Kar Kar Kay thank gai😭
Khizra khan · 2026-08-07T04:04:53.880Z
Same here
Umm e mavia · 2026-08-07T04:06:29.818Z
arey meri mama ne reham khaya hoa h lekin har mint baad bolti hn kuch zyada hi relax hogyi ho parhlo 😂me kiya kron parh to rhi hn ...
Dr.Sadii Ali 🩺 · 2026-08-07T04:19:08.982Z
Same umme abi b mama keh rhi thi aj tumhari koi class ni h kia ..Ary bhi kl ek off milny pr Thora relax hogae to inhy sukoon ni h ab .. or JB study krti hn to kehti h bs b krdo Thora rest b krlena chahea..ab m Jaon to kaha Jaon😭🙃
Huzaira Maryam · 2026-08-07T04:38:28.436Z
Same.. meri mama bhi kah rahi thi ka ab time waste ni karna ha parh lo... Kia batain apna ghar walon ko ka burnout bhi kuch hota ha😅
KHAIR UN Nisa · 2026-08-07T04:54:25.452Z
May Tu Bari deeth hon but AJ sab nay subah say tang Kiya hua hai
Alyana Malik · 2026-08-07T04:11:09.475Z
Na mein ghar ka koi kaam nahi karti hon Meri CHOTI behnay karte Hain ab bhi wo academy Jana se pahle Sara kaam submit kar gaye hain 😂
Bismillah Khan · 2026-08-07T04:13:19.701Z
Same may bhi koi kam nahi Karti choti behnay Karti hay
Huzaira Maryam · 2026-08-07T04:39:54.672Z
Bilkul asa hi ha... Meri mama bhi koi kam ni karwatin mujh sa
Ch Khuzaima Ghumman · 2026-08-07T05:01:44.277Z
Mai akali aur koi choti behan be nhi hai😢😢 aur na hi bari behan😥😥bas 4 bhai hai jo har waqat tang karte rehte hai😂😂
Afsha naz · 2026-08-07T04:39:52.676Z
Nhi bahi mujy to apna hesa ka Kam krna parta ha chahay mdcat ak din bad he. Q na ho 😐
KHAIR UN Nisa · 2026-08-07T04:56:06.126Z
Nahi may Ghar ki wo bachi hon Jo koi kaam Nahi karthi but Kabhi Kabhi emotional blackmailing say Karna parhthay hai warna Bari or choti behn Dono hai na first middle child Jis ki sab Suntay hain
Afsa Memon💓 · 2026-08-07T05:53:26.533Z
Hamein tu kam krna parta even ik time ka khana bhi bana parta ha 😭😂😂




سweرa شahبaz🌷🌷 · 2026-08-07T04:00:35.515Z
😂😂😂😂Meri mama. Bhi Koshish kr rahi hain but ma dheet 😁
Umm e mavia · 2026-08-07T04:05:13.887Z
same here 😂 😂 😂 😂
Bismillah Khan · 2026-08-07T04:11:58.446Z
Same here Meri mama to kosheeh hi nahi Karti unhay pata may hilo gi hi nahi
Aqsa zameer · 2026-08-07T04:34:31.472Z
Uss, Ghar walo ki nakaam Koshishan 😂😂