zainab Khan on Nearpeer MDCAT Common Room
Sab sa gandi orientation rhi Meri kabhi kuch nh mila itna time zya howa mera ma bht kuch parh leti in 2 hour ma😭😭
Umm e mavia · 2026-07-16T17:17:54.353Z
are zainab stratergy mil gyi h
Dr Ayesha Shakeel · 2026-07-16T17:18:56.975Z
strategy mii ha laikin dukh same ha book kabi nahi mili
🌹Faiza A. Ghafoor🌹 · 2026-07-16T17:19:21.596Z
Same humesha mere sth yhi hota hai isley aaj mein ne attend hi nahi ki
ESHAAL · 2026-07-16T17:26:35.809Z
mei ny ki but wahi hua




Aqeedat Fatima · 2026-07-16T17:17:50.618Z
Hamain aik achi strategy mill gai hai ... yeh bhi to acha hi hai na .... baqi zaroori nhi hr cheez hr aik ky liya ho