🦋Laiba khan🦋 on Nearpeer MDCAT Common Room
@Aman deko ye kpk ki book mai aisa hai sir nay kaha tha k E1 nd E2 dono ki order 3°>2°>1° hai magar yaha per SN1 nd SN2 ki tarah hai... agar kisi or ko iska pata ho kindly bataday... k is book mai aisa q given hai???
Fatima · 2026-07-11T14:54:22.470Z
Han laiba kpk ki book main to E1 ki SN 1 k mutabiq aur E2 ki SN2 k mutabiq hai
faizah yasmeen · 2026-07-11T15:11:31.484Z
kpk book may hay na k sn1 ka e1 ki tarha or sn2 ka e2 ki tarha
faizah yasmeen · 2026-07-11T15:13:08.599Z
sir nay bataya tha k books may iss tarha lika hotha hay but sahi yahi wala hay k E1 or E2 ka order same hay but hamay kpk yani apni book hi follow karni hay
Fareeha · 2026-07-11T15:37:48.032Z
FTB me bhi kpk Wala hi j
🦋Laiba khan🦋 · 2026-07-11T15:48:00.352Z
Ha na guys.... chalo sir se kal pooch langay...
Fatima · 2026-07-11T16:17:50.035Z
hn




Zainab Khan ;]>< · 2026-07-11T14:52:47.764Z
is bat ki mujy b samaj ni ai thi kiai ko ai hy to samjha do plz