Ahmad on Nearpeer MDCAT Common Room
aj phir sa yaha ruk gaya hain kitni bar try kar chuka ha but ya aga ja hi nahi raha 😟😟 sir is dashbord ka kuch kara please
theayeshafatima4 · 2026-07-03T11:43:16.166Z
Same issue hy bhai
Ahmad · 2026-07-03T11:48:37.586Z
koi pata hai ka kaya is ki koi timing hain gharab hona ki ya bus ya darama kar raha hai 😐🙁
Afsa Memon · 2026-07-03T11:49:57.603Z
drama ha iska😂😂
Ahmad · 2026-07-03T11:52:25.104Z
hana sis mujha bhi asa hi lagta hain 😂😂
Afsa Memon · 2026-07-03T11:57:46.028Z
aj ik baat sach lgi ghr ma sab tang krte h mujhe drama h tumhein bht especially khaneye ma tu ye mujhe aj apne jesa laga dashboard drameye wala😂😂😂




Afsa Memon · 2026-07-03T11:14:02.918Z
same issue
Ahmad · 2026-07-03T11:47:08.726Z
han sis ab kaya hi kar sakta hain 🙁🙁
Afsa Memon · 2026-07-03T11:49:25.557Z
mera sara dashboard hila hua ha😂😔