Afsha naz on Nearpeer MDCAT Common Room
Assalamualaikum ya AJ 9:00 Baja sa classes start han mujy to Kuch Samaj nhi aya Rahe koi bta da ya Kya seen ha
Tahzeeb fatimah · 2026-06-23T02:44:12.108Z
Wo un ki class ho gi jo bhi un ka back log h us ki waja s hmari 12 bje hi start hogi sir n kaha tha hmari timing change nhi hogi
Afsha naz · 2026-06-23T04:17:56.324Z
Okay thanks




Musfirah Fatima · 2026-06-23T02:14:13.410Z
g aj 9 baje start he may be new batch ki waja se