Eisha Sayyar on Nearpeer MDCAT Common Room
Aoa All, Yeh bridge batch kab tak continue rahay ga? Kya isi batch main humain 1st year start karwaya Jayega ?????
Eisha Sayyar · 2026-06-04T08:56:20.944Z
Tho dear humain darmiyan main yeh bridge batch Kyu start karwaya gaya??? Iss main tho phir hamara 2nd yr complete NAHI hopaye ga......
Bakhtawar · 2026-06-04T10:54:43.849Z
Ya humein ni start karwaya Hy ya new students k liay free batch Hy ab whan wahi lecture horahy Jo humein karwaye hn wese bridge batch ki waja se humara time waste hogiya
Eisha Sayyar · 2026-06-04T12:29:52.285Z
Wohi tho 😏
Eisha Sayyar · 2026-06-04T12:30:52.302Z
December say pehchaan batch join Kiya hai aur 2nd year hi karwarahy hai, bohoth requests ki hai np team say par har batch main 2nd year start karwa dathy Hain....
Eisha Sayyar · 2026-06-04T12:31:37.150Z
Bohoth tension horahi hai k syllabus kaisay cover karwayen gay in do maheeno main 1st year ka




Bakhtawar · 2026-06-04T05:47:42.808Z
Next Monday se yaqeen batch dubara continue Hoga aur 1st year wahan start hogi